Buddha Hi Buddha Hai song


Aaaaaaaaaaaaaaa.
Ye ch Buddha atii taach  Ye ch Buddha anagata  Pachchupanache   ye Buddha  Ahang vandamni sabbada
Emmmmm..... Aaaaaaaa......

 Buddha hi buddha hai Buddha hi buddha hai Har jagah har samay vo Siddh hai vo siddh hai Buddha hi buddha hai Buddha hi buddha hai Har jagah har samay vo siddh hai vo siddh hai Man mein tumhare Basta vo gudnvaan hai Man mein tumhare Basta vo gudnvaan hai Samarick shiksha se karta Jo shilvaan hai Ahinsa ki taaquat se Jo balwaan hai Ahinsa ki taaquat se Jo balwaan hai vo Buddha hai vo, buddha hai vo buddha hai. Buddha hi buddha hai Buddha hi buddha hai Swayam par tu swayam dhyaan kar


Nitya niyantran se khud ki pehchan kar Paayega jab tu vijay swarth par
Vikraty par tu nirantar maat kar Dridh nischay se jab chitt tera shuddh hai tu buddha hai tu buddha hai tu buddha hai Buddha hi buddha hai Buddha hi buddha hai Parivartan hi hai ye jeevan ka niyam Kyun na ho ye dharma ka bhi adhi niyam Mayytri pragyasheel ho jisme sadayav tan man par sayyiyam Kaar pooja satgudnon ki re naadan Eishwar kya bane tu pahle ban insaan Karma kaaton se nahin milta bhagwaan Chamatkaar nahin duniyan main tu maan Maanav seva hi tujhse neetibaadh hai Maanav seva hi tujhse neetibaadh hai tu Buddha hai tu buddha hai tu buddha hai Buddha hi buddha hai, buddha hi buddha hai Jab chale hinsa ki aandhi Nirlajj utthayen paapon ka toofaan Le chala jagat ko vinaash Ke path par Bedhundh ahankaari bana insaan Dekho use dhoondo use paao use antarman mein Jan man tan mein Deepak shanti ka Karuna ka vo saagar Pragya ki Jo murti Divyabhavyasheel nagar Dekho use dhoondo use paao use Is jagat ka Is dharaa ka Vo margdata Shraishth hai Is jagat ka Is dharaa ka Maargdata shraishth hai vo Buddha hai vo buddha hai vo buddha hai Buddha hi buddha hai buddha hi buddha hai Har jagah har samay vo siddh hai vo siddh hai Buddha hi buddha hai buddha hi Buddha hai Har jagah har samay vo siddh hai vo buddha hai vo Siddha hai vo Buddha hai vo Siddha hai vo Buddha hai vo buddha hai...

Comments

Popular Posts